Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAsad Bhopali
HomeAsad Bhopali
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kahe tose sajna kahe tose sajna ye tohri sajaniya pag pag liye jaun tohri balaiyan main pag pag liye jaun tohri balaiyan magan apne dhun mein rahe more saiyan pag pag liye jaun tohri balaiyan pag pag liye jaun tohri balaiyan badariya si barsu ghata ban ke chhaun badariya si barsu hooo badariya si barsu ghata ban ke chhaun jeeya to ye chaahe tohe ang lagaun laaj nigodi mori roke hai paiyan pag pag liye jaun tohri balaiyan main pag pag liye jaun tohri balaiyan main jag ki koi reet na jaanun main jag ki koi hooo main jag ki koi reet na jaanun maang ka tohe sindoor maanu tu hi chudiyan mori tu hi kalaiyan pag pag liye jaun tohri balaiyan main pag pag liye jaun tohri balaiyan mohe laage pyaare sabhi rang tihaare mohe laage pyaare hooo mohe laage pyaare sabhi rang tihaare dukh sukh mein har pal rahun sang piya re dardwa ko baante umar larkaiyan hooo pag pag liye jaun tohri balaiyan kahe tose sajna ye tohri sajaniya pag pag liye jaun tohri balaiyan main pag pag liye jaun
kusoor teri nazron ka tha aaaa kusoor teri nazron ka tha isliye main deewana huaa isliye main deewana huaa sawaal tere teeron ka tha aaaa sawaal tere teeron ka tha isliye dil nishaana huaa isliye dil nishaana huaa kusoor teri nazron ka tha aaaa kusoor teri nazron ka tha had hai pehli mulaqaat mein had hai pehli mulaqaat mein o kitni baatein hain har baat mein kitni baatein hain har baat mein ye kadam to mere saath mein meri to jaan pe ban gayi aur tera rooth jaana huaa kusoor teri nazron ka tha aaaa kusoor teri nazron ka tha bholi bhaali hai chanchal bhi hai bholi bhaali hai chanchal bhi hai o tu to bijli bhi baadal bhi hai tu to bijli bhi baadal bhi hai aur thodi si paagal bhi hai ek qayaamat gale pad gayi baat karna bahana hua kusoor teri nazron ka tha kusoor teri nazron ka tha kya kahun toone kya kya kaha aye aye aye kya kahun toone kya kya kaha o tera har vaar dil pe saha aye aye aye tera har vaar dil pe saha sab samajh kar bhi main chup raha jab udhar se
keh rahi hain dhadkanen pukaar kar chupke chupke dheere dheere pyaar kar tum ko paaya apne dil ko haar kar chhup naa jana zindagi sanvar kar keh rahi hain dhadkanen pukaar kar chupke chupke dheere dheere pyaar kar haseen raat jaag uthi machal rahi hai chandani haseen raat jaag uthi machal rahi hai chandani chaman chaman bahaar hai mere sanam nigahon mein khumaar hai mere sanam sadke tere dil ke mere aise neend se naa hoshiyaar kar chupke chupke dheere dheere pyaar kar keh rahi hain dhadkane pukaar kar chupke chupke dheere dheere pyaar kar bhula bhi de khataon ko hansa bhi de fizaaon ko bhula bhi de khataon ko hansa bhi de fizaaon ko nahin hain bas mein dil mera o nazaneen kareeb aa nazar mila o nazaneen tu jo kahe la doon abhi aasaman se chand ko utar kar chhup naa jana zindagi sanvar kar keh rahi hain dhadkane pukaar kar chupke chupke dheere dheere pyaar kar hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
Khudaya Khudaya Mohabbat
kismat bigdi duniyaa badli kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli jab bura zamaana aata hai saaya bhi judaa ho jata hai wo dil par chot lagata hai jo dil ko pyaara hota hai kismat bigdi duniyaa badli duniyaa mein wafaa ka naam nahin duniyaa ko wafaa se kaam nahin sab jisko muhabbat kehte hain naadaan wo dhoka hota hai kismat bigdi duniyaa badli toofan se kashti bach nikli saahil pe pahunch kar doob gayi bhagwaan tumhari duniyaa mein andher ye kaisa hota hai kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli
ho koi pyaar se tohe dekhe sanwariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye teri or uthe koi nazariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye ho koi pyaar se tohe dekhe sanwariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye teri or uthe koi nazariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye ho koi pyaar se tohe dekhe sanwariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye tera roop juda hai sabse tohe apna re mana jabse nayi baat huyi hai koi kyun ankhiyan hain khoyi khoyi rut badli hai pal mein aisi main ho gayi banwari jaisi ye haal raha to raani tohe jaan ke prem deewani mere naam se chhede sari nagariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye ho koi pyaar se tohe dekhe sanwariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye tera pyaar hai kitna pyara tujhe pa ke sab kuchh hara mohe dar lage sakhiyon se tohe chura na le akhiyon se yahi dard hai mere dil mein main bhi hoon isi mushkil mein chal ho ke na ho ab phere main sang hoon sajna tere kahin aur mujhe odhe chunariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye
kya teri zulfen hain aahaa kya teri aankhen hain aahaa main jise umr bhar dhoondha kiya wahi hai tu aahaa kya teri baaten hain aahaa kya mulaqaaten hain aahaa dil jise bin mile chaaha kiya wahi hai tu aahaa kya teri zulfen hain ruki ruki dabi dabi saansen uff tauba dil mein mere chubhti huyi nazren uff tauba ruki ruki dabi dabi saansen uff tauba hooooo honth tharaaye nighaahen khud ba khud sharmaa gayin kya teri zulfen hain aahaa kya teri aankhen hain aahaa main jise umr bhar dhoondha kiya wahi hai tu aahaa kya teri baaten hain hoooo ho ho ho ho hooooo hoooo dheere dheere khulne laga raaz e dil mera tune abhi chheda hi kyun saaz e dil mera dheere dheere khulne laga raaz e dil mera haaaannn jab tu hai saath sanam phir koi baat sanam maanta hai dil kahin kya teri baaten hain aahaa kya mulaqaaten hain aahaa dil jise bin mile chaaha kiya wahi hai tu aahaa kya teri zulfen hain kya ho agar baad e sabba aanchal dhalka de aisa na ho ke teri nazar kahin shole bhadkaa de kya
main hazaaron haseenon ka mehboob hoon husn se pyaar karna mera kaam hai log deewane itna nahin jaante zindagi pyaar ka dusra naam hai main buddha hoon to kya hua main buddha hoon to kya hua pyaar mohabbat aur jawani dil se hoti hai pyaar mohabbat aur jawani dil se hoti hai arre be mausam barsaat badi mushkil se hoti hai main buddha hoon to kya hua jaam se jaam takraate subah se shaam takraate waqt ki meharbani se badla loonga jawani se badla loonga jawani se chahat ki pehchan isi manzil se hoti hai chahat ki pehchan isi manzil se hoti hai arre be mausam barsaat badi mushkil se hoti hai main buddha hoon to kya hua kis liye mujh pe hasti ho tum mujhe kya samjhti ho main hazaaron se behater hoon naujawanon se badhkar hoon naujawanon se badhkar hoon toofanon ki izzat to sahil se hoti hai toofanon ki izzat to sahil se hoti hai arre be mausam barsaat badi mushkil se hoti hai main buddha hoon to kya hua
main ek paheli hoon barson se akeli hoon mujhe jaanne wala koi nahin pahchanne wala koi nahin main ek paheli hoon barson se akeli hoon mere paas aa mere meharbaan na de door hi se saja mujhe main hoon ek charag bujha hua tu jala sake to jala mujhe tu jala sake to jala mujhe main ek paheli hoon barson se akeli hoon meri kab se hai yahi arzoo ke mujhe gale se lagaye tu tere dil ka dard mitaaun main mere dil ki pyas bujhaye tu mere dil ki pyas bujhaye tu main ek paheli hoon barson se akeli hoon tujhe kya khabar ke tere liye main na jane kab se udas hoon mera pyaar dekh ke har ghadi tere saath hoon tere paas hoon tere saath hoon tere paas hoon main ek paheli hoon barson se akeli hoon mujhe jaanne wala koi nahin pahchanne wala koi nahin main ek paheli hoon barson se akeli hoon
main jis din bhulaa doon tera pyaar dil se wo din aakhari ho meri zindagi ka main jis din bhulaa doon tera pyaar dil se wo din aakhari ho meri zindagi ka ye aankhen ussi raat ho jaaye andhi ye aankhen ussi raat ho jaaye andhi jo tere siwaa dekhe sapna kisi ka main jis din bhulaa doon tera pyaar dil se wo din aankhari ho meri zindagi ka mujhe apne dil se utarne na dena main khushboo hoon isko bikharne na dena mujhe apne dil se utarne na dena main khushboo hoon isko bikharne na dena hamesha rahoon main tere baazuon mein na toote ye bandhan kabhi dosti ka ye aankhen ussi raat ho jaaye andhi ye aankhen ussi raat ho jaaye andhi jo tere siwaa dekhe sapna kisi ka main jis din bhulaa doon tera pyaar dil se wo din aankhari ho meri zindagi ka meri dhadkanon mein mohabbat hai teri meri zindagi ab amaanat hai teri meri dhadkanon mein mohabbat hai teri meri zindagi ab amaanat hai teri tamanna hai jin raaston par chale tu nisaan ho wahan par meri bandagi ka ye aankhen ussi raat
main khushnaseeb hoon mujhko kisi ka pyaar mila main khushnaseeb hoon mujhko kisi ka pyaar mila bada haseen mere dil ka raazdaar mila main khushnaseeb hoon kisi ko paa ke mere dil ka haal mat poochho kisi ko paa ke mere dil ka haal mat poochho ke jaise saare zamaane se ikhtiyaar mila main khushnaseeb hoon kisi ne poore kiye aaj pyaar ke waade kisi ne poore kiye aaj pyaar ke waade meri wafaa ka sila mujhko shaandar mila main khushnaseeb hoon mere chaman kaa har ik phool muskuraane laga mere chaman kaa har ik phool muskuraane laga wo kya mile ke mujhe mausam e bahaar mila wo kya mile ke mujhe mausam e bahaar mila main khushnaseeb hoon mujhko kisi ka pyaar mila main khushnaseeb hoon
Main Teri Tamanna Karta Hoon
main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the kal tak the tum hi deewane mere tum hi ab ho nazren phereee uspe duniya ke sitam hain tanha dil hai laakh ghum hain main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the tumne na jaani chahat ki rasmein vaade bhoole todi kasmein guzre din aur beeti raatein khwab hain wo saari baatein main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the roothe ho aise beganon jaise ab manaun tumko kaise jaan bhi chaho to le lo mere dil se yun na khelo main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the
pine apple papaiya papaiya papaiya le banana co co nut coconut maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun roz roz aana bhi achha nahin itana sataana bhi achha nahin isiliye kehta hoon jaan e jigar dil kaa jalaana bhi achha nahin hoo roz roz aana bhi achha nahin itana sataana bhi achha nahin are isiliye kehta hoon jaan e jigar dil kaa jalaana bhi achha nahin aye pyaar kiya to dekho jalke ji jalke ji jalke ji darte ho kyun milne ke jhuthe vaade humse ji humse ji humse ji karte ho kyun maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun baar baar deti ho taana mujhe samjho naa itna deewana mujhe isiliye kehti hoon jaan e jigar tumne abhi tak naa jaana mujhe are baar baar deti ho taana
hmmm hmmmmmm hmm hmmm hmmm hmmm ooooo oooooo oooooo ooooo aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo dil de ke dard e muhabbat liya hai soch samjh ke ye sauda kiya hai maine o maine ke maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo dil de ke dard e muhabbat liya hai soch samjh ke ye sauda kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo hooo hooo hooo hooo aaaa haaa aaaa haaa hooo hooo hooo hooo aaaaaaaaaaaa hmmmm hmmm hmmm hmmm pehle pehal jab use maine dekha wo ban gayi meri kismat ki rekha khabar kya thi ye baat itni badegi muhabbat mein mehnat bhi karni padegi dilwale mehnat se darte nahin hain darte hai wo pyaar karte nahin hain maine o maine ke maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo
ho ho ho ho ho ho ho oo oo ho oo oo oo maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai har cheez mein duniya ki har cheez mein duniya ki tu hai tera jalwa hai tu hai tera jalwa hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai nazron mein nazaaron mein phoolon mein bahaaron mein sholon mein sharaaron mein maujon mein kinaaron mein shabnam ki phuhaaron mein aur chaand sitaaron mein tu hai tera jalwa hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai bechain hawaaon mein khaamosh fizaaon mein saawan ki ghataaon mein bijli ki adaaon mein bulbul ki sadaaon mein aashiq ki duaon mein tu hai tera jalwa hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maasoom nigaahon mein majboor ki aahon mein mehboob ki baahon mein ulfat ki panaahon mein takdeer ki raahon mein durvesh mein shaahon mein tu hai tera jalwa hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai
maine tujhse kiya hai pyaar o meri mehbooba yeh dil tujhko hi doongaa tu laakh kare inkaar o meri mehbooba yeh dil tujhko hi doongaa yeh bataa de o deewaani mere bina yeh jawaani kaise guzaaregi yeh bataade o deewaani mere bina yeh jawaani kaise guzaaregi duniya se chhup ke raaton ko uth ke mujhko pukaaregi maine tujhse kiya hai pyaar o meri mehbooba yeh dil tujhko hi doongaa tu laakh kare inkaar o meri mehbooba yeh dil tujhko hi doongaa la la lala la la laa la la la la la la la laa berukhi se kya milega dil se dil jo aa milega phir bol kya hoga berukhi se kya milega dil se dil jo aa milega phir bol kya hoga chhup ke tadpaana hans ke tarsaana sun le bura hoga maine tujhse kiya hai pyaar o meri mehbooba yeh dil tujhko hi doongaa tu laakh kare inkaar o meri mehbooba yeh dil tujhko hi doongaa tu jo kehna maane mera ban ke daavedaar tera pichhe phirun tere tu jo kehna maane mera ban ke daavedaar tera pichhe phirun tere nazuk dilwaali kaale dilwaali lag ja gale mere
manmohana manmohana tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humein tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humein tu jo bhi de hum tere dil tera zindagi hai teri tu bana ya mita ye khushi hai teri hum tere dil tera zindagi hai teri tu bana ya mita ye khushi hai teri tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humein tu jo bhi de wo zamaane wo din jaane kab aayenge wo zamaane wo din jaane kab aayenge jab mohabbat bhare dil kareeb aayenge tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humein tu jo bhi de manmohana manmohana raat beeti ujaala nazar aa gaya apne ghar ka diya apne ghar aa gaya raat beeti ujaala nazar aa gaya apne ghar ka diya apne ghar aa gaya tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humein tu jo bhi de
mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin main wo sheesha hoon ke jis mein koi tasveer nahin mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin nazren aawara dil aawara kadam aawara nazren aawara nazren aawara dil aawara kadam aawara jaane kab tak main phirunga yunhi mara mara jo mujhe rok le aisi koi zanjeer nahin main wo sheesha hoon ke jis mein koi tasveer nahin mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin kitne afsaane nighaahon se kahen hain maine kitne afsaane kitne afsaane nighaahon se kahen hain maine kitne ghum aise hain jo hans ke sahe hain maine kitne khaab aise hain jinki koi taabeer nahin main wo sheesha hoon ke jis mein koi tasveer nahin mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin ek se ek hanseen meri nazar se guzra ek se ek ek se ek hanseen meri nazar se guzra bijliyaan toot padin dil pe jidhar se guzraaa kya karun main ke meri aah mein taasir nahin main wo sheesha hoon ke jis mein koi tasveer nahin mera ban jaaye koi ye meri
mere dil ko jiski talash thi maine wo sitamgar paa liya mere dil ko jiski talash thi maine wo sitamgar paa liya meri har adaa pe jo jaan de maine wo sikandar paa liya meri har adaa pe jo jaan de mere dil se pehle varak pe hai tera naam kab se likha hua mere dil se pehle varak pe hai tera naam kab se likha hua mujhe iss tarah na bana sanam ye sabak hai mera padha hua ye sabak hai mera padha hua jisse do jahaan mein naa paa saka use dil ke andar paa liya meri har adaa pe jo jaan de maine wo sikandar paa liya mere dil ko jiski talash thi jise maine chaaha naa bach saka kabhi meri zulfon ke jaal se jise maine chaaha naa bach saka kabhi meri zulfon ke jaal se mujhe phir bhi pyaar hai jaanejaan teri zulf se teri chaal se teri zulf se teri chaal se jo mere ishaaron pe chal sake maine aisa dilbar paa liya mere dil ko jiski talash thi maine wo sitamgar paa liya meri har adaa pe jo jaan de tere naaz kyun naa uthaun main mere har maraz ki dawaa hai tu tere naaz kyun naa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kahe Tose Sajna Maine Pyar Kiya (1989) 05:52 13664
 
Poster of Maine Pyar Kiya (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Sharda Sinha
On Screen Actors- 
Salman Khan, Bhagya Shri
Duration : 05:52   Song Number : 13664   

Kasoor Teri Nazron Ka Tha Nirdosh (1973) 04:39 37466
 
Poster of Nirdosh (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Yogeeta Bali
Duration : 04:39   Song Number : 37466   

Keh Rahi Hain Dhadkanen Pukaar Ke Lal Pari (1954) 03:27 37526
 
Poster of Lal Pari (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
Mahipal, Shakeela
Duration : 03:27   Song Number : 37526   

Khudaya Khudaya Mohabbat Boxer (1965) 05:43 39760
 
Poster of Boxer (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tabassum
Duration : 05:43   Song Number : 39760   

Kismat Bigdi Afsana (1951) 02:52 16428
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Tilang
Duration : 02:52   Song Number : 16428   

Koi Pyaar Se Tohe Dekhe Sanwariyaa Nirdosh (1973) 04:34 36377
 
Poster of Nirdosh (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Yogeeta Bali
Duration : 04:34   Song Number : 36377   

Kya Teri Zulfen Hain Hum Sab Ustad Hain (1965) 04:26 13361
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Amita
Duration : 04:26   Song Number : 13361   

Main Buddha Hoon To Kya Night In Calcutta (1970) 03:25 16548
 
Poster of Night In Calcutta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:25   Song Number : 16548   

Main Ek Paheli Hoon Ek Paheli (1971) 04:09 36311
 
Poster of Ek Paheli (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Tanuja
Duration : 04:09   Song Number : 36311   

Main Jis Din Bhulaa Doon Tera Pyaar Dil Se Police Public (1990) 05:15 31524
 
Poster of Police Public (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Shikha Swaroop
Duration : 05:15   Song Number : 31524   

Main Khushnaseeb Hoon Tower House (1962) 03:29 14353
 
Poster of Tower House (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Ajit, Shakeela
Duration : 03:29   Song Number : 14353   

Main Teri Tamanna Karta Hoon Khaibar (1954) 03:40 37646
 
Poster of Khaibar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
Duration : 03:40   Song Number : 37646   

Main Wohi Hoon Jise Tum Main Wohi Hoon (1966) 05:04 38056
 
Poster of Main Wohi Hoon (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum, Firoz Khan
Duration : 05:04   Song Number : 38056   

Maine Kaha Tha Ustadon Ke Ustad (1963) 04:51 32345
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Johny Walker, Helen
Duration : 04:51   Song Number : 32345   

Maine Pyaar Kiya Maine Pyar Kiya (1989) 06:51 15160
 
Poster of Maine Pyar Kiya (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Salman Khan, Bhagya Shri
Duration : 06:51   Song Number : 15160   

Maine Tujhe Dekha Hai Darbar (1955) 03:23 17053
 
Poster of Darbar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 17053   

Maine Tujhse Kiya Khoj (1971) 04:01 39704
 
Poster of Khoj (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:01   Song Number : 39704   

Manmohana Tu Jo Bhi De Vandana (1975) 03:59 40167
 
Poster of Vandana (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:59   Song Number : 40167   

Mera Ban Jaaye Koi Ek Sapera Ek Lutera (1965) 03:30 13234
 
Poster of Ek Sapera Ek Lutera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 03:30   Song Number : 13234   

Mere Dil Ko Jiski Ustadon Ke Ustad (1963) 03:27 14389
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Shakeela
Duration : 03:27   Song Number : 14389   
Karaoke Songs of Asad Bhopali, Sad Songs of Asad Bhopali, Love Songs of Asad Bhopali, Dance Songs of Asad Bhopali, Hip-hop songs of Asad Bhopali, Best songs of Asad Bhopali, Super hit songs of Asad Bhopali, hit songs of Asad Bhopali, duet songs of Asad Bhopali, solo songs of Asad Bhopali, old songs of Asad Bhopali, famous songs of Asad Bhopali, Hindi Karaoke Songs of Asad Bhopali, Hindi Sad Songs of Asad Bhopali, Hindi Love Songs of Asad Bhopali, Hindi Dance Songs of Asad Bhopali, Hindi Hip-hop songs of Asad Bhopali, best Hindi songs of Asad Bhopali, super hit Hindi songs of Asad Bhopali, hit Hindi songs of Asad Bhopali, duet Hindi songs of Asad Bhopali, solo Hindi songs of Asad Bhopali, old Hindi songs of Asad Bhopali, famous Hindi songs of Asad Bhopali, Sing Along Songs of Asad Bhopali, Sing Along Sad Songs of Asad Bhopali, Sing Along Love Songs of Asad Bhopali, Sing Along Dance Songs of Asad Bhopali, Sing Along Hip-hop songs of Asad Bhopali, Sing Along Best songs of Asad Bhopali, Sing Along Super hit songs of Asad Bhopali, Sing Along hit songs of Asad Bhopali, Sing Along duet songs of Asad Bhopali, Sing Along solo songs of Asad Bhopali, Sing Along old songs of Asad Bhopali, Sing Along famous songs of Asad Bhopali